alum (phatkari)benefits | benefits of alum | alum benefits for skin | phatkari k fawaid| ik official
Alum (Phitkari) / Alum powder is used for pimples, acne marks, acne scars, acne treatment, black heads and hair widely.
=============================================
IN HINDI....Phatkari / fatkari / phitkari bzahir koi khaas shai nahi lekin phatkari mein posheeda hain sahet ke khazanay. Iski medical khasusiyat ke baais mukhtalif bimarion ke ilaaj ke liye iska istemal kiya jata hy. Maamla zakhamo ko saaf aur daur karne kahoo, chehra ki khoubsurti ki baat ho ya teeth pain ya teeth ki mazbooti ki dono hi sooraton mein phatkari ka istimaal behtareen hai .
PAIT DARD KA ILAAJ
pait kadrd intahi takleef da hota hai. jab bhi pait mein dard ho alum / phitkari / fitkari ki aik chuttki khakar oopar se dahi khalin. pait dard mein foran aaraam aa jata hai .
DAAD AUR CHANBAL KA ILAAJ
phatkari ko pees kar pani ya sirka mein mila kar subah vsham laganay se daad aur chanbal daur ho jatay hain. sirka jild / skin ki behtareen dawa hy. agar phatkari ke sath mix kar ky lagaya jaye to dohra faida karta hai .
KHARISH KA ILAAJ
Kharish dotrh ki hoti hai aur dono hi sooraton mein takleef da hoti hai. Phatkari jala kar raakh bana kar ismein aik and_h ki safedi mila kar massage karne se har qisam ki kharish mein aaraam aa jata hai .
BAD SOUL MEIN PHATKARI SE ILAAJ
Bemari ke baais mustaqil bistar par letey rehne se zakham ho jatay hain. Jo takleef ka bais bantay hain. Phatkari bareek pees kar anday / eggs ki safedi mein mix kar ky zakhmon ke oopar laip kar dein .
DAANT KE DARD KE LIYE
Danoton ke liye phatkari / phitkari ki barri ifadiyat hai. Phatkari ko jala kar jab woh phool jaye to usay haath se mil kar powder banalen. Retha ki ghutli ki raakh aur phatkari ki raakh hum wazan le kar danton / teeth par milein to aaraam aa jata hai .
DANOTON KI TAMAM BIMARION KA ILAAJ
Phatkari aur kikar ka koila hum wazan le kar bareek pees kar kapray se chhaan kar rakh len. Is ko danoton par milnay se danoton ki tamam bimarion mein aaraam mltahe .
KHANSI AUR DAMA MEIN MUFEED
Phatkari ko pani mein hal karkay din mein teen baar aik chota chamach peenay se khansi se nijaat mil jati hai. Shehad mein mila kar subah vsham lainay se bhi aaraam mltahe .
NAAK KI BO KHATAM KERE
Agar naak se bo aati ho to phitkari / alum / fatkari / fitkari ko pani mein hal karkay is mehlool se naak ki safai karen. To is amal se naak se boo ana band hojati hai .
PAON KI PHTI ARRION KE LIYE
Phatkari / phitkari jala kar bareek pees kar nariyal ke tail mein mila kar arrion par laganay se phti ayrhyan theek hojati hain .
KEEL MAHASON KA ILAAJ
phatkari ko pees kar kaprray / cloth se chhaan kar pani mein mila kar paste banakar sirf daano par lagaakar bees minute baad dhoney se danay theek ho jatay hain .
BALON KI KHUSHKI KA ILAAJ
Sirf aik chuttki phatkari aur aik chuttki namak shampoo mein mila kar sir dhoney se khushki daur hoti hai
JOON / JAON SE NIJAAT
bachon ke sir mein joyen maaon kabrha masla hoti hain. agar pani mein phatkari hal karkay is pani se sir wash kiya jay to balon mein joyen nahi padtee hain .
BLACK HEADS AUR CHAIYAN
Aam Tor Par Naak Par Black Heads Ziyada Hotay Hain, Is Liye Hsbِ Zaroorat Phitkari Aur Besan Ko Milk / Doodh Mein Mila Kar Paste Banalen Aur Naak Par Lagayen
ik official channel is about all general health related issues in Urdu / hindi, Urdu Totkay, Hindi totkay, Health News in Urdu, health tips, beauty tips & ghareloo totkay, Islamic Knowledge in Urdu.Cooking Recipes in Urdu. We also provide the information about vegetable benefits in urdu, sabzion ke faide, fruits benefits for health, phalon ke faide,
We also discuss life issues like... How to live a happy and healthy life in urdu.
We provide general information about your health for more information and treatments please contact your doctor.

alum (phatkari)benefits | benefits of alum | alum benefits for skin | phatkari k fawaid| ik official islamic relief | |
4,776 Likes | 4,776 Dislikes |
359,332 views views | 197K followers |
How-to & Style | Upload TimePublished on 9 Feb 2019 |
Không có nhận xét nào:
Đăng nhận xét